Sunday, April 24, 2016

Kitnay Aadmi Thay








 
Following an interesting NEWS on the Indian media, ''How can 18,000 judges tackle 3 crore cases, CJI TS Thakur asks PM Modi", a small dialogue from a classical movie came across my mind:

The Sholay of our times..
Gabbar : Hmmmm.... Kitane aadmi thay Thakur?
Thakur: sardar.. Three Crore aadmi the.

Gabbar: hmmm.. three crore aadmi ? .... SOOWAR KE BACHCHO.. woh three crore the aur tum 18000?! .. phir bhi waapas aagayeye . khaali haath.. kya samaz kar aaye the?.. sardar bahot khus hoga sabasi dega kyoon? DHIKKAR HAI ... Arre O Saambha...

Gabbar: Soona.. poore 18000.. aur itna isliye hai ke yaha se pachas pachas kos door gaanw me jab bachcha raat ko rota hai to maa kahti hai beta soja ..soja nahi to Sureme Court aa jaayega. Aur yeh teen haraam jaade..ye Supreme Court kaa naam poora mitti me milaay diye..iski sajaa milegi.. baraabar milegi...

(ek aadmi se revolver leta hai aur usse poochhta hai)
Gabbar: KITNI GOLI HAI?
DAMAAR! Damaar! damaar! (18000 times) Isko bhi case may dalo! ek our file open caro Sarkar-kay Office may. kya farak padda (?!) eko ou'ur kol'kay...

And its a never ending story...

No comments: